SEARCH RESULTS
Showing search results for "دبنگ"
Nazm MATCHES FOR "دبنگ"
Nazm
aaina-dar-aina
is baar vo milaa to ajab us kaa rang thaa
alfaaz me.n tara.ng na lahja daba.ng thaa
Himayat Ali Shayar
Nazm
tarana-e-milli
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
umDii hai har ik samt se ilzaam kii barsaat
chhaa.ii hu.ii har daa.ng malaamat kii ghaTaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bachchon ka KHat chacha KHarru shechof aur mamun candy
ja.ng karnii hai to kiije ho magar aisii vo ja.ng
aasmaa.n bhii ja.ng aisii dekh kar ho jaa.e da.ng
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
shafaq
hu.ii shaam baadal badalte hai.n ra.ng
jinhe.n dekh kar aql hotii hai da.ng
Ismail Merathi
Nazm
subhash-chandr-bos bahadur-shah-zafar ke mazar par
naujavaano.n ke dilo.n me.n sarfaroshii kii umang
ishq baazii le gayaa hai aql bechaarii hai da.ng
Jagan Nath Azad
Nazm
papa miyan
kyaa kyaa muKHaalifat kaa na tuufaan sah ga.e
vo kar dikhaayaa log sabhii da.ng rah ga.e
Syeda Farhat
Nazm
bahaar ka mausam
chaman ke phuul dekh kar hamaarii aql da.ng hai
banafsha.ii safed surKH zard un kaa rang hai
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
husn ki zaban se
phudakte hai.n parind sab mujhii se ye tara.ng hai
karishme dekh kar mire har ek aql da.ng hai