SEARCH RESULTS
Showing search results for "دھجیاں"
Nazm MATCHES FOR "دھجیاں"
Nazm
aadat
dhajjiyaa.n duur tak baT ga.ii.n
mai.n ne Dar ke lagaa dii ku.e.n me.n chhalaa.ng
Kaifi Azmi
Nazm
raat aur rail
daaman-e-taariki-e-shab kii u.Daatii dhajjiyaa.n
qasr-e-zulmat par musalsal tiir barsaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dar-e-umid ke daryuza-gar
phir phurere ban ke mere tan-badan kii dhajjiyaa.n
shahr ke diivaar-o-dar ko rang pahnaane lagii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
vo qaid-o-band kii jhelii hai.n saKHtiyaa.n jis ne
u.Daa.ii.n jabr-o-Gulaamii kii dhajjiyaa.n jis ne
Syeda Farhat
Nazm
hamare liye subh ke honT par bad-dua hai
TuuTe KHvaabo.n kii dhajjiyaa.n
raat bhar jaagne kaa sila hai
Sarmad Sahbai
Nazm
tu bhi aisa sochti hogi
mere paas bhii KHvaabo.n kii
kuchh dhajjiyaa.n baaqii hai.n
Anwar Fitrat
Nazm
makin hi ajib hain
sazaa.e.n aur dhamkiyaa.n
sadaa-e-haq junuun-e-shauq daamano.n kii dhajjiyaa.n
Zaheer Siddiqui
Nazm
nazm
aur kabhii KHemo.n kii KHuunii dhajjiyaa.n TuuTii tanaabe.n haDDiyaa.n
haibat dilaa.e.n
Mohammad Izhar ul Haq
Nazm
zawal ki aaKHiri hichkiyan
aur insaanii vajuud kii dhajjiyaa.n dekh kar chiiKHte rote
kitne hazaar saal biit ga.e hai.n
Tabassum Kashmiri
Nazm
adab ke nam pe
sitam to ye hai ki iffat kaa naam le kar hii
u.Daa.ii jaatii rahii.n dhajjiyaa.n sharaafat kii