SEARCH RESULTS
Showing search results for "روا"
Nazm MATCHES FOR "روا"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kaam ishq ke aa.De aataa rahaa
aur ishq se kaam ulajhtaa rahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ahd-e-saza
KHudaa ke naam pe zaalim nahii.n ye zulm ravaa
mujhe jo chaahe sazaa de KHudaa kii baat na kar
Habib Jalib
Nazm
tawaif
tuu giraa degii mujhe apnii nazar se varna
tere qadmo.n pe to sajda bhii ravaa hai mujh ko
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
ai ki teraa murG-e-jaa.n taar-e-nafas me.n hai asiir
ai ki terii ruuh kaa taa.ir qafas me.n hai asiir
Allama Iqbal
Nazm
dard-e-mushtarak
mai.n ne jo zulm kabhii tujh se ravaa rakkhaa thaa
aaj usii zulm ke phande me.n giraftaar huu.n mai.n
Qateel Shifai
Nazm
zarurat-e-ittihad
na ravaa-daarii o sharaafat hai
na ab amn-o-amaan o raahat hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
masulini
پردہ تہذيب ميں غارت گري ، آدم کشي
کل روا رکھي تھي تم نے ، ميں روا رکھتا ہوں آج
Allama Iqbal
Nazm
pahla patthar
ki jo suluuk bhii ham par ravaa hu.aa us me.n
na ko.ii ramz nihaa.n hai, na ko.ii bulajabii
Mustafa Zaidi
Nazm
election
da.nggal kii kashtiyo.n me.n har ik chiiz hai ravaa
ya.anii milegii millat-e-aasii ko har davaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
shahr-e-nigaran
us kii baa.nho.n me.n basii bhaag-matii kii duniyaa
jagmagaataa hai jahaa.n chaa.nd ravaa-daarii kaa
Ameer Ahmad Khusro
Nazm
jafa-e-dil-shikan
kyaa kiyaa tuu ne ye charKH-e-pur-jafaa
ye sitam thaa ai sitamgar kab ravaa
Gulam Dastgeer Mubeen
Nazm
swadeshi tahrik
vatan ke dard-e-nihaa.n kii davaa sudeshii hai
Gariib qaum kii haajat-ravaa sudeshii hai