SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرکا"
Nazm MATCHES FOR "سرکا"
Nazm
fan
parda sarkaa to ma.an fan ke pujaarii garje
''raqs kyuu.n KHatm hu.aa? vaqt abhii baaqii thaa''
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
shikwa
tujh se sarkash hu.aa ko.ii to biga.D jaate the
teG kyaa chiiz hai ham top se la.D jaate the
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ishq thaa fitnagar o sarkash o chaalaak miraa
aasmaa.n chiir gayaa naala-e-bebaak miraa
Allama Iqbal
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
jailo.n ke binaa jab duniyaa kii sarkaar chalaa.ii jaa.egii
vo sub.h hamii.n se aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
intisab
duusrii maaliye ke bahaane se sarkaar ne kaaT lii hai
jis kii pag zor vaalo.n ke paa.nv-tale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
vo mai-e-sarkash haraarat jis kii hai miinaa-gudaaz
hikmat-e-maGrib se millat kii ye kaifiyyat hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
eid ka din
namaaz-e-eid pa.Dhne ke liye sarkaar aa.e hai.n
aur un ke saath saare taalib-e-diidaar aa.e hai.n
Majeed Lahori
Nazm
mazduron ka git
sarkash hai.n sar uu.nchaa rakhte hai.n
mazduur hai.n ham mazduur hai.n ham
Asrarul Haq Majaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
taaqat hai dil me.n nargis-e-biimaar se tirii
kyaa kyaa milaa hai 'josh' ko sarkaar se tirii
Josh Malihabadi
Nazm
yaksui
ek sarkash se mohabbat kii tamannaa rakh kar
KHud ko aa.iin ke phando.n me.n pha.nsaatii kyuu.n ho