SEARCH RESULTS
Showing search results for "سنبھال"
Nazm MATCHES FOR "سنبھال"
Nazm
safar ke waqt
jo chiiz sab se zaruurii hai vo mai.n bhuul ga.ii
ye passport hai is ko sambhaal ke rakhnaa
Jaun Eliya
Nazm
muflisi
gir gir pa.De to ko.ii na liye use sambhaal
muflis me.n hove.n laakh agar ilm aur kamaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jashn ka din
hai intizaar-e-malaamat me.n naaseho.n kaa hujuum
nazar sambhaal ke jaa.o ki jashn kaa din hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast-e-zindan
dariida-tan hai vo qahbaa-e-siim-o-zar jis ko
bahut sambhaal ke laa.e the shaatiraan-e-kuhan
Sahir Ludhianvi
Nazm
musafir
sambhaal meraa subuk hadiya-e-Gam-e-idraak
jo mujh ko saat samundar kaa zahr pii ke milaa
Mustafa Zaidi
Nazm
KHwab
dekhte hai.n har nazar me.n hazaaro.n savaal
kahte hai.n KHud se na Dar tuu sambhaal
Rashmi Bhardwaj
Nazm
intiha
abhii abhii mirii tanhaa.iyo.n ne mujh se kahaa
ko.ii sambhaal le mujh ko, ko.ii kahe mujh se
Mustafa Zaidi
Nazm
tumhaare liye
tumhaare liye sambhaal kar rakkhaa thaa
zamiin kii kashish se baahar ek aasmaan
Khurshid Akram
Nazm
chhoD de
dard se uThtii hai aur dard me.n girtii hai
sambhaal KHud ko aur ab likhnaa chho.D de