SEARCH RESULTS
Showing search results for "شور_سلاسل"
Nazm MATCHES FOR "شور_سلاسل"
Nazm
manTo
shor-e-salaasil ban kar guu.njne lagtaa hai
a.ngaaro.n bharii aa.nkho.n me.n ye tund savaal
Majeed Amjad
Nazm
shikwa
vaadii-e-najd me.n vo shor-e-salaasil na rahaa
qais diivaana-e-nazzaara-e-mahmil na rahaa
Allama Iqbal
Nazm
ek sham
nadii ke larazte hu.e paaniyo.n par
thiraktii hu.ii shoKH kirno.n ne chi.ngaariyaa.n ghol dii hai.n
Majeed Amjad
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
chand lamho.n ke liye shor uThaa Duub gayaa
kohna zanjiir-e-Gulaamii kii girah kaT na sakii
Sahir Ludhianvi
Nazm
aurat
tum mirii aavaaz dabaa nahii.n sakte
mire likkhe hu.e alfaaz miTaa nahii.n sakte
Nadiya ambar lodhi
Nazm
zulm ka ye raqs ek din TuTna hai
ik pukaar uTh rahii hai is taraf jo
jo sadaa.e.n is shahr ke us taraf se guu.njtii hai.n
Irsaal Murad
Nazm
taqaza
phir raat kii taariik adaa.e.n hai.n musallat
phir sub.h ke haatho.n se hinaa chhuuT rahii hai
Fareed Ishrati
Nazm
nishan aur bhi hain
mohabbat ke raaz-e-nihaa.n aur bhii hai.n
fasaane pas-e-daastaa.n aur bhii hai.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
aalam kitne
uf ye shabnam se chhalakte hu.e phuulo.n ke ayaaG
is chaman me.n hai.n abhii diida-e-pur-nam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
tifli ke KHwab
tiflii me.n aarzuu thii kisii dil me.n ham bhii ho.n
ik roz soz-o-saaz kii mahfil me.n ham bhii ho.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaKHir-e-shab
na.ii sahar me.n dhu.ndalke badalne vaale hai.n
chaman kii KHaak pe masruuf raqs-e-paiham hai