SEARCH RESULTS
Showing search results for "عاشقی"
Nazm MATCHES FOR "عاشقی"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
jo ishq ko kaam samajhte the
yaa kaam se aashiqii karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
lekin Gam-e-aashiqii nahii.n hai
aisaa jo subuk-sarii sikhaa.e
Ahmad Faraz
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
aa.o ki aaj KHatm hu.ii daastaan-e-ishq
ab KHatm-e-aashiqii ke fasaane sunaa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
turk shaer nazim-hikmat ke afkar
TuuT kar yuu.n hii zindagii kii hai
jis tarah tum se aashiqii kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mir
KHatm tujh par ho gayaa lutf-e-bayaan-e-aashiqii
marhabaa ai vaaqif-e-raaz-e-nihaan-e-aashiqii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
kis ki bad-gumani par
Gaayat-e-aashiqii havas-kaarii
hai bajaa merii jaan rahne de
Meem Hasan Lateefi
Nazm
bujhi hui jawaniyan
na sarKHushii na aaqilii na aashiqii na bandagii
na naGma-e-tarab-fizaa na Gam-taraaz-e-zindagii
Qaisar Amravatwi
Nazm
ghazal kya hai
haa.n Gazal me.n aashiqii kaa aks hai
mai-kade kii raushnii kaa aks hai