SEARCH RESULTS
Showing search results for "عداوت"
Nazm MATCHES FOR "عداوت"
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
regzaaro.n se adaavat ke guzar jaa.e.nge
KHuu.n ke dariyaa.o.n se ham paar utar jaa.e.nge
Ali Sardar Jafri
Nazm
eid
dilo.n se apne adaavat miTaa ke eid manaa.e.n
kisii ke lab pe tabassum sajaa ke eid manaa.e.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
bhaarat ke musalman
zaahir kii mohabbat se muravvat se guzar jaa
baatin kii adaavat se kuduurat se guzar jaa
Jagan Nath Azad
Nazm
meri shaeri
yahaa.n aasmaa.n hai magar mehrbaa.n hai
na jaane adaavat kii duniyaa kahaa.n hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
rah-e-watan mein
bhulaa do buGz-o-adaavat kii daastaano.n ko
jalaa do firqa-parastii ke aashiyaano.n ko
Jafar Malihabadi
Nazm
mohabbat ke siwa kuchh bhi nahin
terii aadat me.n adaavat kii faraavaanii hai
merii aadat me.n muravvat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Afzal Peshawari
Nazm
jang se hoga kuchh nahin hasil
KHudaa ke vaaste nafrat kaa khel KHatm karo
ye dushmanii ye adaavat kaa khel band karo
Siya sachdev
Nazm
pyara des
az-sar-e-nau bhaa.ii-chaara kyuu.n na ho
kyuu.n na ho ulfat adaavat kyuu.n rahe
Hamid Hasan Qadri
Nazm
raat aur din
ek jiine kii lagan ek mohabbat kaa lahuu
na a.ndhere na ujaale se adaavat hai mujhe
Mahboob Khizan
Nazm
bayazen kho gai hain
samundar aur suuraj kii adaavat ke the afsaane
parinde aur pe.Do.n ke
Sheen Kaaf Nizam
Nazm
main wo patthar
shor hai KHitta-e-adaavat me.n
mai.n huu.n phir hujra-e-nadaamat me.n
Khursheed Akbar
Nazm
holi
dikhaatii hai kyaa rang kyaa shaan holii
adaavat kii chi.ngaariyo.n ko bujhaa kar
Jafar Malihabadi
Nazm
zaban se nafrat kyun
kisii shu.uur se aaKHir hame.n adaavat kyuu.n
ko.ii zabaan ho insaa.n ko us se nafrat kyuu.n
Nazish Partap Gadhi
Nazm
laDaku chiDa
aur agar buGz-o-adaavat kaa yahii josh rahaa
jaa-ba-jaa laasho.n ke ambaar nazar aa.e.nge