SEARCH RESULTS
Showing search results for "قدغن"
Nazm MATCHES FOR "قدغن"
Nazm
kar gae kuch kahan
jin pe qadGan hai vo ash.aar pa.Dhegii KHilqat
aur TuuTe hu.e dil tujh ko salaamii de.nge
Ahmad Faraz
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
beTii par qadGan rakhtaa hai
na.e zamaane kii aulaad ab vaisii nahii.n rah ga.ii
Akhtarul Iman
Nazm
adl-e-jahangiri
ko.ii shaamat-zada rahgiir udhar aa niklaa
garche thii qasr me.n har chaar taraf se qadGan
Shibli Nomani
Nazm
shauhar ki fariyaad
mere aane par hai paabandii kabhii jaane pe hai
hai kabhii piine pe qadGan aur kabhii khaane pe hai
Asad Jafri
Nazm
kyunki hum KHas log hain
hame.n mutlaq iz.haar-e-raa.e kii aazaadii dii jaa.e
hamaare tarz-e-amal par ko.ii qadGan na lagaa.e
Shaukat Abidi
Nazm
kali khetar
magar ik vahshiyaana raqs pe qadGan zaruurii thaa
so vishnuu ne chalaayaa chakr
Shahnaz Nabi
Nazm
ek aawaz
din kii KHaatir hai kaun sii qadGan
ik musaafir hai ye bhii suuraj bhii