SEARCH RESULTS
Showing search results for "مخمور"
Nazm MATCHES FOR "مخمور"
Nazm
yaad-e-aligarh
vo maKHmuur nazre.n jo sharmaa rahii thii.n
bahut aql-e-saada ko bahkaa rahii thii.n
Aabidullah Ghazi
Nazm
zindan ki ek subh
lazzat-e-KHvaab se maKHmuur havaa.e.n jaagii.n
jel kii zahr-bharii chuur sadaa.e.n jaagii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nura
vo nau-KHez nuuraa vo ik bint-e-maryam
vo maKHmuur aa.nkhe.n vo gesu-e-pur-KHam
Asrarul Haq Majaz
Nazm
yaad
kaun ye vaqt ke ghuu.nghaT se bulaataa hai mujhe
kis ke maKHmuur ishaare hai.n ghaTaa.o.n ke qariib
Mustafa Zaidi
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
apne hisse se ziyaada jo liyaa tuu ne to ab
tuu KHilaafat ke na qaabil hai na ham hai.n maamuur
Shibli Nomani
Nazm
barkha-rut
mast se maKHmuur se
juu.n samundar se jaziiro.n kii qataaro.n kaa hujuum
Akhtar Shirani
Nazm
madam
zau-fagan ruu-e-hasii.n par shab-e-mahtaab-e-shabaab
chashm-e-maKHmuur nashaat-e-shab-e-mahtaab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dilli pe qurban
fazaa me.n pur-fishaa.n saa.nso.n kii KHushbuu
nashiilii karvaTe.n maKHmuur pahluu
Izhaar Malihabadi
Nazm
jawab do
kis liye aaj hai.n maKHmuur tumhaarii aa.nkhe.n
kyaa mirii pyaas bujhaane ke liye aa.ii ho
Nazim Zarsinar
Nazm
tohfa
aarzuu thii ki ruKH-e-Gam kii chamak nazr karuu.n
tire maKHmuur tasavvur kii mahak nazr karuu.n
Khursheed Alig
Nazm
ek gum-shuda shahar
ki jis me.n hai.n har-suu mahaktii fazaa.e.n
barastii hai.n maKHmuur kaalii ghaTaa.e.n
Syed Javed Akhtar
Nazm
bulawa
zaraa Thahro kidhar ham jaa rahe hai.n
udhar us chaar-diivaarii ke piichhe