SEARCH RESULTS
Showing search results for "مقطر"
Nazm MATCHES FOR "مقطر"
Nazm
shikwa
naGme betaab hai.n taaro.n se nikalne ke liye
tuur muztar hai usii aag me.n jalne ke liye
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
guzarne paatii to shaadaab ho bhii saktii thii
ye tiirgii jo mirii ziist kaa muqaddar hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ik bujhii ruuh luTe jism ke Dhaa.nche me.n liye
sochtii huu.n mai.n kahaa.n jaa ke muqaddar pho.Duu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
do ishq
ab chamkegaa be-sabr nigaaho.n kaa muqaddar
is baam se niklegaa tire husn kaa KHurshiid
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-ghair
puuchh kar apnii nigaaho.n se bataa de mujh ko
merii raato.n ke muqaddar me.n sahar hai ki nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai azal se in Gariibo.n ke muqaddar me.n sujuud
in kii fitrat kaa taqaazaa hai namaaz-e-be-qayaam
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii aag kaa anjaam KHaakistar nahii.n
TuuTnaa jis kaa muqaddar ho ye vo gauhar nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
intizar
aa ga.ii thii dil-e-muztar me.n shakebaa.ii sii
baj rahii thii mire Gam-KHaane me.n shahnaa.ii sii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
teri aawaz
qatra qatra tire diidaar kii shabnam Tapkii
lamha lamha tirii KHushbuu se mo.attar guzraa