SEARCH RESULTS
Showing search results for "نشیمن"
Nazm MATCHES FOR "نشیمن"
Nazm
jawab-e-shikwa
jin ko aataa nahii.n duniyaa me.n ko.ii fan tum ho
nahii.n jis qaum ko parvaa-e-nasheman tum ho
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
KHudii kaa nasheman tire dil me.n hai
falak jis tarah aa.nkh ke til me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
jhuulo.n kaa nasheman hotaa hai
umDe hu.e baadal hote hai.n
Akhtar Shirani
Nazm
shama aur shair
اڑتي پھرتي تھيں ہزاروں بلبليں گلزار ميں
دل ميں کيا آئي کہ پابند نشيمن ہو گئيں
Allama Iqbal
Nazm
nama-e-jaanan
ab qafas hii ko nasheman kaa badal jaan liyaa
ab kahaa.n taaqat-e-parvaaz paro.n me.n apne
Ahmad Faraz
Nazm
mulaqat
yaksaa.n hai.n mirii jaan qafas aur nasheman
insaan kii tauqiir yahaa.n hai na vahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
jawab-e-shikwa
nahii.n jin mardo.n ko parvaa-e-nasheman tum ho
achchhii lagtii hai jise roz hii uljhan tum ho
Nashtar Amrohvi
Nazm
qaht-e-bangal
sayyaad ne luuTaa thaa anaadil kaa nasheman
sayyaad kaa jalte hu.e ghar dekh rahaa huu.n