SEARCH RESULTS
Showing search results for "نشیمنوں"
Nazm MATCHES FOR "نشیمنوں"
Nazm
ajnabi sham
sab kaa ruKH hai nashemano.n kii taraf
bastiyo.n kii taraf bano.n kii taraf
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
jins-e-naayaab-e-mohabbat ko phir arzaa.n kar de
hind ke dair-nashiino.n ko musalmaa.n kar de
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
jin ko aataa nahii.n duniyaa me.n ko.ii fan tum ho
nahii.n jis qaum ko parvaa-e-nasheman tum ho
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub pas-e-parda-e-tash.hiir-e-vafaa
tuu ne satvat ke nishaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
saqi-nama
KHudii kaa nasheman tire dil me.n hai
falak jis tarah aa.nkh ke til me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
tariq ki dua
qabaa chaahiye us ko KHuun-e-arab se
kiyaa tuu ne sahraa-nashiino.n ko yaktaa
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
jhuulo.n kaa nasheman hotaa hai
umDe hu.e baadal hote hai.n
Akhtar Shirani
Nazm
shama aur shair
اڑتي پھرتي تھيں ہزاروں بلبليں گلزار ميں
دل ميں کيا آئي کہ پابند نشيمن ہو گئيں
Allama Iqbal
Nazm
nama-e-jaanan
ab qafas hii ko nasheman kaa badal jaan liyaa
ab kahaa.n taaqat-e-parvaaz paro.n me.n apne
Ahmad Faraz
Nazm
mulaqat
yaksaa.n hai.n mirii jaan qafas aur nasheman
insaan kii tauqiir yahaa.n hai na vahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
aazadi
vahaa.n bhii KHaak-nashiino.n ne jhanDe gaa.D diye
milaa na ahl-e-duval ko maqaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dua dua chehra
kabhii paagal paagal naino.n me.n
kabhii chhaagal chhaagal siino.n me.n