SEARCH RESULTS
Showing search results for "ٹانگہ"
Nazm MATCHES FOR "ٹانگہ"
Nazm
ek gum-shuda shahar
na vo mall hai na vo shimla pahaa.Dii
na TamTam na Taa.nga na ik aadh gaa.Dii
Syed Javed Akhtar
Nazm
main kab likhunga git apni rihai ka
abad kii aaKHirii shab tak vo sach kahtii rahegii
mujhe diivaar par us ne vahaa.n Taa.ngaa hu.aa hai
Ali Mohammad Farshi
Nazm
bas yunhi jite raho
Taa.ng par Taa.ng rakhe roz kaa aKHbaar pa.Dho
us jagah qaht giraa
Nida Fazli
Nazm
ek bar jo kho jae wo waqt nahin milta
mauqe kaa bas ik Taa.nkaa to Taa.nke bachaataa hai
udh.De hu.e daaman ko phaTne se bachaataa hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
holi
ye Taa.ng ghasiiTe hai to vo khii.nche paka.D baal
vo haath maro.De to ye to.De hai kha.Daa gaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
samjhauta
kahii.n bhii sach ke gul-buuTe nahii.n hai.n
kisii bhii jhuuT kaa Taa.nkaa nahii.n hai
Zehra Nigaah
Nazm
America ke kutte
Taa.ng alfaaz-o-ma.aanii me.n u.Daane vaale
merii taKHliiq ko daa.nto.n se chabaane vaale
Khalid Irfan
Nazm
kursi
jo ek Taa.ng kii TuuTii kamar kii kursii hai
vo mere shahr ke ik counselor kii kursii hai
Khalid Irfan
Nazm
abstract art
Taa.ng khii.nchii thii ki misvaak jise kahte hai.n
naak vo naak KHatarnaak jise kahte hai.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
eid ki achkan
achkan nahii.n is vaqt abaa aur qabaa hai
yaa ko.ii do-shaala hai jo khuu.nTii pe Ta.ngaa hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
murda-KHana
jo baat kii to unhe.n tez-o-tursh zahr milaa
jo chup hu.e to unhe.n suuliyo.n pe Taa.ng diyaa