SEARCH RESULTS
Showing search results for "پدر"
Nazm MATCHES FOR "پدر"
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
nazar hai abr-e-karam par daraKHt-e-sahraa huu.n
kiyaa KHudaa ne na mohtaaj-e-baaGbaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
phir aaKHir ta.ng aa kar ham ne
dono.n ko adhuuraa chho.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard-e-dil
kyaa kahuu.n kaun havaa sar me.n bharii rahtii hai
be piye aaTh-pahr be-KHabarii rahtii hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
mohabbat
mohabbat se shaan-e-pidar sar-buland
mohabbat se vasf-e-pisar arjumand
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
gar TuT gae to haar gae
is fan kii bazme.n aam hu.ii.n
jab shauhar beTe bhaa.ii pidar
Gauhar Raza
Nazm
duniya
jo apne naadiida pidar kii hirs o gunah ke pachhtaave ko
apne apne kandhe par laade phirte hai.n
Iftikhar Aazmi
Nazm
kasrat-e-aulad
ek in me.n referee gyaarah khilaa.Dii hai.n magar
is khilaa.Dii team me.n footbaal hai in kaa pidar
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ramz
in kitaabo.n ne ba.Daa zulm kiyaa hai mujh par
in me.n ik ramz hai jis ramz kaa maaraa hu.aa zehn
Jaun Eliya
Nazm
saza
tum jis zamiin par ho mai.n us kaa KHudaa nahii.n
pas sar-ba-sar aziyyat o aazaar hii raho