SEARCH RESULTS
Showing search results for "کتاب"
Nazm MATCHES FOR "کتاب"
Nazm
aawara
ik mahal kii aa.D se niklaa vo piilaa maahtaab
jaise mullaa kaa amaama jaise baniye kii kitaab
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHuda ka sawal
aur is par kitaab-e-hidaayat bhii dii
nabii bhii utaare sharii.at bhii dii
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
wo
vo kitaab-e-husn vo ilm o adab kii taaliba
vo mohazzab vo mu.addab vo muqaddas raahiba
Jaun Eliya
Nazm
talib-ilm
tujhe kitaab se mumkin nahii.n faraaG ki tuu
kitaab-KHvaa.n hai magar saahib-e-kitaab nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
aadha kamra
mai.n samajh ga.ii us kii kitaab kitnii hai
lekin bahr haal sartre thaa
Sara Shagufta
Nazm
jugnu
aur us ko raah dikhaataa hu.aa mai.n ghar laa.uu.n
dikhaa.uu.n apne khilaune dikhaa.uu.n apnii kitaab
Firaq Gorakhpuri
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
نيست پيغمبر و ليکن در بغل دارد کتاب
کيا بتاؤں کيا ہے کافر کي نگاہ پردہ سوز
Allama Iqbal
Nazm
mohabbat ki ek nazm
mirii zindagii me.n bas ik kitaab hai ik charaaG hai
ek KHvaab hai aur tum ho
Iftikhar Arif
Nazm
dosti ka hath
ho lab pe naGma-e-mahr-o-vafaa kii taabaanii
kitaab-e-dil pe faqat harf-e-ishq ho tahriir
Ali Sardar Jafri
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
vo ek saf.ha ki jis pe likkhaa thaa zindagii ko vo kho chukaa hai
kitaab-e-hastii bikhar chukii hai
Tariq Qamar
Nazm
aql-o-dil
huu.n mufassir kitaab-e-hastii kii
maz.har-e-shaan-e-kibriyaa huu.n mai.n