SEARCH RESULTS
Showing search results for "گوشت"
Nazm MATCHES FOR "گوشت"
Nazm
raqib se!
jab kabhii biktaa hai baazaar me.n mazduur kaa gosht
shaah-raaho.n pe Gariibo.n kaa lahuu bahtaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sone se pahle
aur jab is khel se uub jaatii hai
to kisii bhii gosht-post ke aadmii ke saath
Nida Fazli
Nazm
abul-ala-marri
kahte hai.n kabhii gosht na khaataa thaa ma.arrii
phal-phuul pe kartaa thaa hamesha guzar-auqaat
Allama Iqbal
Nazm
aurat aur namak
apne lahuu se bhuuk guu.ndhtii hai.n
aur apnaa gosht khaatii hai.n
Sara Shagufta
Nazm
rishwat
jism kii ek ek boTii gosht vaalaa le gayaa
tan me.n baaqii thii jo charbii ghii kaa pyaala le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
biwiyan
khaa khaa ke gosht weight na apnaa ba.Dhaa.iye
jo mai.n banaa rahii huu.n vo chup-chaap khaa.iye
Nashtar Amrohvi
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
kuchh aaise hai.n jo zindagii ko mah-o-saal se naapte hai.n
gosht se saag se daal se naapte hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
ye bhi ghalat hai wo bhi ghalat
chaaval roTii gosht kii boTii
dekhe.n to naKHre dikhlaa.e.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
abba ka chaaliswan
har roz faatiha ke liye gosht chaahiye
saalan bhii sirf ek nahii.n do pakaa.iye
Nashtar Amrohvi
Nazm
dehli
darinde dau.Dte phirte hai.n sa.Dtii laasho.n me.n
lahuu se tar kiye naaKHuun gosht daa.nto.n me.n
Wamiq Jaunpuri
Nazm
qurbani ke bakre
qurbaanii ho bhii jaa.e magar khi.nch rahii hai khaal
ai gosht khaane vaalo zaraa KHud karo KHayaal
Syed Mohammad Jafri
Nazm
main kuchh bhi kah na paya
kuchh duudh tum ko dete
kuchh gosht hai.n khilaate