SEARCH RESULTS
Showing search results for "उन्हें"
Nazm MATCHES FOR "उन्हें"
Nazm
shikwa
aa.e ushshaaq ga.e vaada-e-fardaa le kar
ab unhe.n Dhuu.nD charaaG-e-ruKH-e-zebaa le kar
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub unhe.n bhii to mohabbat hogii
jin kii sannaa.ii ne baKHshii hai use shakl-e-jamiil
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek aarzu
har dardmand dil ko ronaa miraa rulaa de
behosh jo pa.De hai.n shaayad unhe.n jagaa de
Allama Iqbal
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ruuh kyaa hotii hai is se unhe.n matlab hii nahii.n
vo to bas tan ke taqaazo.n kaa kahaa maante hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
farar
mujh se ab merii mohabbat ke fasaane na kaho
mujh ko kahne do ki mai.n ne unhe.n chaahaa hii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
unhii ke saa.e me.n phir aaj do dha.Dakte dil
KHamosh ho.nTo.n se kuchh kahne sun.ne aa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
tumhaare rang mahakte hai.n KHvaab me.n jab bhii
to KHvaab me.n bhii unhe.n KHvaab hii samajhte hai.n
Jaun Eliya
Nazm
gandhi ho ya ghaalib ho
aa.o unhe.n ab kar de.n dafn
KHatm karo tahziib kii baat
Sahir Ludhianvi
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
aag bahte hu.e paanii me.n lagaa aayaa huu.n
kitnaa bechain unhe.n lene ko ga.ngaa-jal thaa
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
aam-nama
aisaa zaruur ho ki unhe.n rakh ke khaa sakuu.n
puKHta agarche biis to das KHaam bhejiye
Akbar Allahabadi
Nazm
roTiyan
puure bhagat unhe.n kaho saahab ke laal hai.n
aur jin ke aage roGnii aur shiir-maal hai.n