SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ातिर-ए-मासूम"
Nazm MATCHES FOR "ख़ातिर-ए-मासूम"
Nazm
etiraf
ab mai.n vo jazba-e-maasuum kahaa.n se laa.uu.n
mere saa.e se Daro tum mirii qurbat se Daro
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaKHiri KHat
shaayad mirii ulfat ko bahut yaad karogii
apne dil-e-maasuum ko naashaad karogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadhi raat
ye mauj-e-Gaflat-e-ma.asuum ye KHumaar-e-badan
ye saa.ns nii.nd me.n Duubii ye aa.nkh madmaatii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaj ki raat
ye du.aa-e-dil-e-ma.asuum uluuhii ho qubuul
taa-qayaamat rahe mahruum sahar aaj kii raat
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
ek sitara aadarsh ka
baanuu-e-ma.asuum-o-ziirak
ranjishe.n kitnii kha.Dii hai.n raah me.n
Shafiq Fatima Shera
Nazm
meri shaeri aur naqqad
vo chamaktii hu.ii aa.ii tire sar par shamshiir
mizha-e-tiflak-e-maasuum jhapak! jald jhapak!
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
naya sal
dahshat ke nishaa.n
ruKH-e-ma.asuum pe hairat kii lakiire.n ubhrii.n
Syed Abbas Raza Tanweer
Nazm
sitaron ki aawaz
mere zehn-e-ma.asuum me.n lahlahaane lage
mere par pha.Dpha.Daane lage
Paigham Aafaqi
Nazm
ai dost
adaa-e-fitrat-e-maa'suum kii na kar tauhiin
ziyaa-faroz nazaaro.n ko chuum le uTh kar
Bismil Dehlavi
Nazm
naqsh bar-diwar
Gariib millat-e-ma.asuum kaa KHudaa-haafiz
faqiih-e-shahr tadayyun kaa nuur kho baiThe
Bebak Bhojpuri
Nazm
aaj
vo nafas kii zamzama-sanjii nazar kii guftuguu
siina-e-ma.asuum me.n ik-tarfa tuGyaanii hai aaj
Asrarul Haq Majaz
Nazm
pat-jhaD
mirii ra.anaa.iyaa.n mujh se gurezaa.n hai.n
vo merii fitrat-e-ma.asuum vo merii jigar-sozii
Obaidur Rahman Azmi
Nazm
uljhan
chaa.nd kii nazr kiye mai.n ne nazar ke sajde
husn-e-ma.asuum ke jalvo.n kaa parastaar rahaa
Nazeer Mirza Barlas
Nazm
ahsan taqwim
'bebaak' kahaa.n gosh-bar-aavaaz zamaana
kuchh millat-e-ma.asuum kii fariyaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Nazm
KHwab ke panw nahin hote hain
jazba-e-maasuum kii mauhuum sii chiiKH
ghuT ke rah jaatii hai KHud apne guluu ke andar