SEARCH RESULTS
Showing search results for "गिला-ए-मआमलत-ए-अक़रिबा"
Nazm MATCHES FOR "गिला-ए-मआमलत-ए-अक़रिबा"
Nazm
jawab-e-shikwa
gila-e-zaur na ho shikva-e-bedaad na ho
ishq aazaad hai kyuu.n husn bhii aazaad na ho
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri raat
gila-guzaar-e-zamaana huu.n tum KHafaa kyuu.n ho
gila to husn-e-talab hai mire gale lag jaa.o
Mahmood Ayaz
Nazm
jumud
tum se be-ra.ngii-e-hastii kaa gila karnaa thaa
dil pe ambaar hai KHuu.n-gashta tamannaa.o.n kaa
Akhtarul Iman
Nazm
nazm
apne gulshan kii tabaahii kaa gila kis se karuu.n
shaam-e-Gurbat kii siyaahii kaa gila kis se karuu.n
Iffat Zeba Kakorvi
Nazm
shab-e-zulmat
kab talak shuumii-e-qismat kaa gilaa
kab talak dard ke ba.Dhne kii fuGaa.n
Akhlaq Ahmad Ahan
Nazm
dast-e-saqi se phir ek jam gira
gul-o-tabassum-e-rangii.n kaa ab gila na karo
bahut udaas chaman se nasiim guzrii hai
Sabir Aarwi
Nazm
qaumon ke liye maut hai markaz se judai
jo faqr hu.aa talKHii-e-dauraa.n kaa gila-mand
is faqr me.n baaqii hai abhii buu-e-gadaa.ii
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
nisaar mai.n tirii galiyo.n ke ai vatan ki jahaa.n
chalii hai rasm ki ko.ii na sar uThaa ke chale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
ai KHudaa shikva-e-arbaab-e-vafaa bhii sun le
KHuugar-e-hamd se tho.Daa saa gila bhii sun le