SEARCH RESULTS
Showing search results for "ढाल"
Nazm MATCHES FOR "ढाल"
Nazm
main teacher kyon hun
aur insaaniyat ke saa.nche me.n Dhaal kar
ek behtar insaan banaanaa hai
Gul Gulshan
Nazm
africa come-back
aa jaa.o ne sun lii tire Dhol kii tara.ng
aa jaa.o mast ho ga.ii mere lahuu kii taal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast-e-zindan
shikast-e-majlish-o-zindaa.n kaa vaqt aa pahu.nchaa
vo tere KHvaab haqiiqat me.n Dhaal aa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ram
vo zaalimo.n pe qahr Gariibo.n kii Dhaal the
kirdaar-o-e'tibaar kii raushan misaal the
Rahbar Jaunpuri
Nazm
wapsi ka safar
pighal pighal ke sadaa imtihaa.n kii aatish me.n
vajuud Dhal gayaa meraa ajiib saa.ncho.n me.n
Ameeta Parsuram Meeta
Nazm
holi
jinho.n ke dekhe se aashiq kaa hove taaza quluub
tirii niraalii hai yaa.n chaal-Dhaal holii me.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
padmani
Dhaal kar kaal-bud-nuur me.n putlaa teraa
yad-e-qudrat ne banaayaa jo saraapaa teraa
Suroor Jahanabadi
Nazm
election
paanii hii kii tarah se bahaa.enge note ko
roke.ngi zar kii Dhaal pe dushman kii choT ko
Syed Mohammad Jafri
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
ab libaade ko liyaa kaa.ndhe pe Daal
badlii yuu.n naubat ba naubat chaal-Dhaal
Ismail Merathi
Nazm
aandhi ka rajaz
zalzalo.n kii jaltii piiTh ko Dhaal banaa kar
aur aag ke favvaare kii kumak le kar
Ahmad Javaid
Nazm
holi aur hindostan
apne farzando.n ke ye atvaar dekh
dekh ye la.anat ke qaabil chaal-Dhaal
Arsh Malsiyani
Nazm
safed raat se mansub hai lahu ka zawal
mire badan kaa tajassus mire gunaah kii Dhaal