SEARCH RESULTS
Showing search results for "तसव्वुर-ए-शाम-ओ-सहर"
Nazm MATCHES FOR "तसव्वुर-ए-शाम-ओ-सहर"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
Garaz tasavvur-e-shaam-o-sahar me.n jiite hai.n
giraft-e-saaya-e-diivaar-o-dar me.n jiite hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aahaTen
guzar rahe hai.n mirii zindagii ke shaam o sahar
ginuu.ngaa baiThaa hu.aa daana daana har saa.at
Muneebur Rahman
Nazm
qaht-e-bangal
ba.ngaal kii mai.n shaam-o-sahar dekh rahaa huu.n
har chand ki huu.n duur magar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
raat sunsan hai
merii qismat me.n bas ik silsila-e-shaam-o-sahar
mere kamre ke muqaddar me.n faqat tanhaa.ii
Mustafa Zaidi
Nazm
guzarte lamhon ka matam
bas ek vaqt kii Thokar ba-shakl-e-shaam-o-sahar
hamaare paa.nv me.n lag lag ke puuchhtii hai roz
Aftab Shamsi
Nazm
masjid
hasrat-e-shaam-o-sahar baiTh ke gumbad ke qariib
in pareshaan du.aa.o.n ko sunaa kartii hai
Akhtarul Iman
Nazm
chaaragaro
hadiis-e-shaam-o-sahar muKHtasar hai chaaragaro
sivaa.e ye ki dil aashufta-sar hai chaaragaro
Mustafa Zaidi
Nazm
ek taswir
vaqt kaa silsila-e-shaam-o-sahar yaad nahii.n
un ko taariiKH kaa andaaz-e-safar yaad nahii.n
Muslim Shameem
Nazm
jagte raho
ab raushnii me.n bhii hai a.ndhere kaa makr-o-fan
kyaa e'tibaar-e-shaam-o-sahar jaagte raho
Saghar Mehdi
Nazm
ek taswir
vaqt kaa silsila-e-shaam-o-sahar yaad nahii.n
in ko taariiKH kaa andaaz-e-safar yaad nahii.n