SEARCH RESULTS
Showing search results for "तहक़ीर"
Nazm MATCHES FOR "तहक़ीर"
Nazm
kis shan se jite the yahan KHwar hue kyun
sochaa hai kabhii aaj ye haalat hai to kyuu.n hai
har-gaam pe tahqiir hai zillat hai to kyuu.n hai
Tariq Qamar
Nazm
aah gokhale
kartii hai saaf ishaara tasviir gokhle kii
pachhtaa.e kii jinho.n ne tahqiir gokhle kii
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
dua
jin kaa dii.n pairvi-e-kizb-o-riyaa hai un ko
himmat-e-kufr mile jur.at-e-tahqiiq mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gard-e-ayyaam kii tahriir ko dhone ke liye
tum se goyaa ho.n dam-e-diid jo merii palke.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
ra.ng-e-rukHsaar pe halkaa saa vo Gaaze kaa Gubaar
sandalii haath pe dhu.ndlii sii hinaa kii tahriir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mirza ghaalib
zindagii muzmar hai terii shoKHi-e-tahriir me.n
taab-e-goyaa.ii se jumbish hai lab-e-tasviir me.n
Allama Iqbal
Nazm
zabta
jo dekhtaa huu.n jo sach hai karuu.ngaa vo tahriir
mataa-e-har-do-jahaa.n bhii nahii.n bahaa-e-zamiir
Habib Jalib
Nazm
dosti ka hath
ho lab pe naGma-e-mahr-o-vafaa kii taabaanii
kitaab-e-dil pe faqat harf-e-ishq ho tahriir
Ali Sardar Jafri
Nazm
teri yaad
ek insaan kaa aaraam bhii le saktaa hai
KHuu.n me.n Duubii hu.ii tahriir bhii ban saktaa hai
Waseem Barelvi
Nazm
mulaqat
yaksaa.n hai.n mirii jaan qafas aur nasheman
insaan kii tauqiir yahaa.n hai na vahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
nura
mirii hukmaraanii hai ahl-e-zamii.n par
ye tahriir thaa saaf us kii jabii.n par