SEARCH RESULTS
Showing search results for "दमक"
Nazm MATCHES FOR "दमक"
Nazm
dard aaega dabe panw
shola-e-dard jo pahluu me.n lapak uTThegaa
dil kii diivaar pe har naqsh damak uTThegaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
dahak uThaa hai taraavat kii aa.nch se aakaash
ze-farsh taa-falak a.ng.Daa.iyo.n kaa aalam hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
taj-mahal
har na.e chaa.nd pe patthar vahii sach kahte hai.n
usii lamhe se damak uThte me.n un ke chehre
Parveen Shakir
Nazm
parchhaiyan
ye raat chhantii havaa.o.n kii so.ndhii so.ndhii mahak
ye khet kartii hu.ii chaa.ndnii kii narm damak
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek shaer dost se
udaasii kii lakiiro.n ke tale
aa.o in maatho.n pe qismat kii damak ham likh de.n
Javed Akhtar
Nazm
judai
lachak bhavo.n kii vo jaise kamaa.n jhukaa.ii hu.ii
sahar kaa jaise tabassum damak vo maathe kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
ye tamannaa.o.n kaa be-paayaa.n alaav gar na ho
is laq-o-daq me.n nikal aa.e.n kahii.n se bhe.Diye
Noon Meem Rashid
Nazm
aurat
aab motii kii chamak kundan kii hiire kii damak
ashrafii kaa ruup Taksaalii mahaasil kii khanak
Shaad Aarfi
Nazm
ek KHwab aur
phuuT nikle kisii afsurda tabassum se kiran
yaa damak uTThe kisii dast-e-buriida me.n gulaab