SEARCH RESULTS
Showing search results for "दर्दों"
Nazm MATCHES FOR "दर्दों"
Nazm
ai raushniyon ke shahr
duur ufuq tak ghaTtii ba.Dhtii uThtii rahtii hai
kohr kii suurat be-raunaq dardo.n kii gadlii lahr
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat march: taswir ka dusra ruKH
mire saare dardo.n kaa darmaa.n bhii ho tum
magar ye bhii sach hai
Rehman Faris
Nazm
KHwabida
jin se dardo.n kii be-kal ravaanii chhalaktii hu.ii dikh rahii ho bataa.o bhalaa
tum bataa.o
Mahrukh Ali Mahi
Nazm
raqib se!
aajizii siikhii Gariibo.n kii himaayat siikhii
yaas-o-hirmaan ke dukh-dard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
phir bhii maazii kaa KHayaal aataa hai gaahe-gaahe
muddate.n dard kii lau kam to nahii.n kar saktii.n
Ahmad Faraz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
jin kii raah-e-talab se hamaare qadam
muKHtasar kar chale dard ke faasle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chand roz aur meri jaan
har gha.Dii dard ke paivand lage jaate hai.n
lekin ab zulm kii mii.aad ke din tho.De hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-hindi
'iqbaal' ko.ii mahram apnaa nahii.n jahaa.n me.n
maaluum kyaa kisii ko dard-e-nihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
darindo.n charindo.n pe qaabuu diyaa
tujhe bhaa.ii de kar ke baazuu diyaa
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
is waqt to yun lagta hai
aa.nkho.n ke dariicho.n pe kisii husn kii chilman
aur dil kii panaaho.n me.n kisii dard kaa Deraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bachche ki dua
ho miraa kaam Gariibo.n kii himaayat karnaa
dard-mando.n se za.iifo.n se mohabbat karnaa