SEARCH RESULTS
Showing search results for "नज़र-ए-होश-रुबा"
Nazm MATCHES FOR "नज़र-ए-होश-रुबा"
Nazm
khanDar aaseb aur phul
ye bhii tilism-e-hosh-rubaa hai
zinda chalte-phirte ha.nste rote nafrat aur mohabbat karte insaa.n
Waheed Akhtar
Nazm
KHala ki god
jhukii jhukii sii nigaaho.n kaa sehr-e-hosh-rubaa
ye zindagii ki jo tahziib-e-aadamiyyat ko
Muslim Shameem
Nazm
sadgi
terii aa.nkho.n se to barsii thii mai-e-hosh-rubaa
KHushk ho.nTo.n se ye paimaane lagaa.e na ga.e
Qaisarul Jafri
Nazm
dua
mai-kada maa.ngaa na saaqii na gulistaa.n na bahaar
jaam-o-saaGar na mai-e-hosh-rubaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
watan-ashob
ik sukuut har taraf hosh-rubaa o haul-naak
KHuld-e-vatan ke paasbaa.n KHuld-e-vatan ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ghaalib
terii nazar me.n shaahid-o-mash.huud ek hai.n
duniyaa-e-be-KHudii tujhe duniyaa-e-hosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
internet-asthan ki malika
duniyaa kii ye hosh-ruhaa.ii
tanhaa.ii kii gaagar se phir lamha chhalkaa
Sarwat Zehra
Nazm
chand aur suraj
un kii numuud-e-zulmat-rubaa par
partav-fagan jab nuur-e-qadam ho
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
meri dua
gar nazar-e-inaayat ho 'purii' par to du.aa hai
duniyaa kii havas se ise begaana banaa de
Narayan Das Puri
Nazm
nazr-e-sauda
zindaa.n kii shab nazar ke ujaale KHayaal-e-dost
yakjaa hu.e to pursish-e-haalaat ho ga.ii
Sahba lakhnavi
Nazm
hamara punjab
tahziib kaa rahbar hai ye punjab hamaaraa
har ilm kaa masdar hai ye punjab hamaaraa
Qais Jalandhari
Nazm
nazar-nazar mein Dar kar dil-o-jigar pe war kar
hai pyaar gar gunaah to gunaah baar-baar kar
vo saaGar-e-sharaab ho ki bahr-e-‘ishq dil-rubaa
Sada Ambalvi
Nazm
piri
sab baal pak ga.e hai.n kamar ho ga.ii hai KHam
aa.nkho.n se suujhtaa to hai lekin bahut hii kam