SEARCH RESULTS
Showing search results for "पुराने"
Nazm MATCHES FOR "पुराने"
Nazm
hitch-hiker
ek muddat hu.ii lailaa-e-vatan se bichh.De
ab bhii riste hai.n magar zaKHm puraane mere
Ahmad Faraz
Nazm
naya shiwala
sach kah duu.n ai barhaman gar tuu buraa na maane
tere sanam-kado.n ke but ho ga.e puraane
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
o des se aane vaale bataa
kyaa ab bhii puraane kha.nDaro.n par
Akhtar Shirani
Nazm
tum hi kaho kya karna hai
aisaa na hu.aa ki rog apne
kuchh itne Dher puraane the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
to behtar hai yahi
aa.o us dukh ko pukaare.n jis kii shiddat ne hame.n
is qadar ik duusre ke Gam se vaabasta kiyaa
Ahmad Faraz
Nazm
raat sunsan hai
chaa.ndnii khul ke nikhar aa.ii hai darvaaze par
os se bhiigte jaate hai.n puraane gamle
Mustafa Zaidi
Nazm
last call
jaan-e-man hai vaqt meraa bhii bahut hii qiimtii
kuchh puraane dosto.n ne milne aanaa hai abhii
Wasi Shah
Nazm
parchhaiyan
puraane vaqt ke bargad kii ye udaas jaTaa.e.n
qariib o duur ye go dhuul kii ubhartii ghaTaa.e.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jahan rehana rahti thi
puraane suurmaa.o.n ke fasaane gungunaatii thii
yahii.n par muntazir merii vo betaabaana rahtii thii
Akhtar Shirani
Nazm
raat aur rail
yaad aa jaa.e puraane devtaa.o.n kaa jalaal
un qayaamat-KHeziyo.n ke saath bal khaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
alwidaa
kis me.n himmat thii ki badle zindagaanii ke puraane KHol ko
ham se sarkash ko diyaa karte the naam
Baqar Mehdi
Nazm
bachpan
mai.n ab us puraane mohalle me.n jaa kar
KHudaa se ye fariyaad karne lagaa huu.n
Nitin Nayab
Nazm
KHurshid-e-mahshar ki lau
jaise dard-o-alam ke puraane nishaa.n
sab chale suu-e-dil kaarvaa.n kaarvaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere nadim!
machal rahaa hai rag-e-zindagii me.n KHuun-e-bahaar
ulajh rahe hai.n puraane Gamo.n se ruuh ke taar