SEARCH RESULTS
Showing search results for "माशा-अल्लाह"
Nazm MATCHES FOR "माशा-अल्लाह"
Nazm
dakan
Hyderabad bhii ik baaG hai maashaa-allaah
hai jahaa.n faiz kaa darvaaza kushaada sab par
Altaf Hussain Hali
Nazm
dard-e-dil
ab to is baaG pe hai sab kii mohabbat kii nigaah
jo ki paude the shajar ho ga.e maashaa-allaah
Chakbast Braj Narayan
Nazm
fan
ek raqqaasa thii kis kis se ishaare kartii
aa.nkhe.n pathraa.ii adaa.o.n me.n tavaazun na rahaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
qaumi git
ai maa.n ai maa.n tujh ko salaam bhaarat-maataa ko parnaam
tuu to kaisii pyaarii maa.n hai
Arzoo Lakhnavi
Nazm
aao chalen man
aa.o chale.n maa.n ThanDii fazaa.o.n me.n
shahro.n se duur kahii.n chhoTe se gaa.nv me.n
Salam Machhli shahri
Nazm
chhoTi si burqa wali
vo dekho jaa rahii hai chhoTii sii burqaa vaalii
burqaa laTak rahaa hai daaman ghisaT rahaa hai
Rafie Ajmeri
Nazm
maya ye sansar
maayaa ye sansaar re baabaa maayaa ye sansaar
allaah-huu kaa na.ara ho yaa harii harii kii taan
Amjad Najmi
Nazm
nazm
bahut zaruurii baat ik tum se karnaa thii
lekin tum ko jaldii bahut thii jaane kii
Ahmad Rahi
Nazm
haq-kesh ki fariyaad
tahsiin ke taalib nahii.n ausaaf-e-KHudaa-daad
aafaaq hilaa detii hai haq-kesh kii fariyaad
Bebak Bhojpuri
Nazm
machchhar se jang
sunaa.uu.n mai.n apnii shujaa.at kaa qissa
dilerii kaa qissa himaaqat kaa qissa
Maqbool Ahmad Dehlvi
Nazm
shararti laDke aur qawwali
apne teacher ko nachaa.e.n to maza aa jaa.e
un kii ainak ko churaa.e.n to maza aa jaa.e
Hasrat Jaipuri
Nazm
tohfa-e-darwesh
bahr-e-Gam me.n hai saKHt tuGyaanii
sar se uupar guzar gayaa paanii
Ze Khe Sheen
Nazm
qatl-e-charaghan
aaj phir qatl-e-charaaGaa.n kaa ye manzar dekho
aaj phir KHaak sii u.Dtii hai chaman-zaaro.n me.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
qalam
ai qalam kyaa kahuu.n mai.n sehr-bayaanii terii
haal-e-dil apnaa sunaataa huu.n zabaanii terii