SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुजरिम-ए-शोख़ी-ए-गुफ़्तार"
Nazm MATCHES FOR "मुजरिम-ए-शोख़ी-ए-गुफ़्तार"
Nazm
taaruf
mujh se barham hai mizaaj-e-piirii
mujrim-e-shoKHi-e-guftaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aao kamre se nikalte hain
is pe bhii shoKHii-e-guftaar kaa aalam ye thaa
ek pal chup bhii nahii.n rahte the
Saleem Kausar
Nazm
etiraf-e-haqiqat
rang har ik se judaa shoKHii-e-guftaar ajiib
KHud se bezaar magar apne taKHayyul kaa naqiib
Hilal Rizvi
Nazm
bulbul o parwana
ye nanhe nanhe paro.n kii ta.Dap ye betaabii
Hariif-e-shoKHi-e-barq-e-nazar nahii.n achchhii
Suroor Jahanabadi
Nazm
har-chand meri quwwat-e-guftar hai mahbus
har-chand mirii quvvat-e-guftaar hai mahbuus
KHaamosh magar tab.a KHud-aaraa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikast-e-tauba
zaahid! ye terii shoKHii-e-rindaana dekhnaa
rahmat ko baato.n baato.n me.n bahlaa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
rang-e-guftugu
naaz thaa KHuubi-e-guftaar pe mujh ko lekin
aaj phuulo.n ne pukaaraa mujhe ra.ng-o-buu se
Yusuf Zafar
Nazm
ye dilli
lamho.n me.n sameTe hu.e barso.n kii muraade.n
ik paikar-e-sad-shoKHii-e-raftaar hai dillii
Ram Parkash Rahi
Nazm
ghaalib
jo baat hai vo shoKHii-e-guldasta-e-chaman
jo lafz hai bahaar-e-kaf-e-gul-farsoh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
sati
aag ke vo haa.e shole aur vo mukh.Daa chaa.nd saa
lab pe kam kam shoKHi-e-barq-e-tabassum kii adaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
sachchi baaton se khaDe sarkar ke hote hain kan
diijiye mujh ko sazaa paiGaambar kaa kyaa qusuur
garm kyo.n us mujrim-e-guftaar ke hote hai.n kaan
Shameem Farooq Banspari
Nazm
ek rah-guzar par
havaa me.n shoKHii-e-raftaar kii adaa.e.n hai.n
fazaa me.n narmii-e-guftaar kii sadaa.e.n hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
naaz hai taaqat-e-guftaar pe insaano.n ko
baat karne kaa saliiqa nahii.n naa-daano.n ko
Allama Iqbal
Nazm
sharare
mujrim-e-sartaabii-e-husn-e-javaa.n ho jaa.iye
gul-fishaanii taa-kujaa shola-fishaa.n ho jaa.iye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
yahan se shahr ko dekho
har ek mard-e-javaa.n mujrim-e-rasan-ba-guluu
har ik hasiina-e-raanaa, kaniiz-e-halqa-bagosh