SEARCH RESULTS
Showing search results for "रोज़-ए-अज़ल"
Nazm MATCHES FOR "रोज़-ए-अज़ल"
Nazm
soz-o-gudaz
kyo.n ta.ammul hai tujhe roz-e-ajal aane me.n
ziist kaa lutf milegaa mujhe mar jaane me.n
Aaftab Rais Panipati
Nazm
zindagi
roz-e-azal se ek tamaashe me.n gum the ham
naaraaz ho ga.e hai.n ab ik duusre se ham
Syed Konain Haider Kazmi
Nazm
KHatun-e-mashriq
Guncha-e-dil mard kaa roz-e-azal jab khul chukaa
jis qadar taqdiir me.n likkhaa hu.aa thaa mil chukaa
Josh Malihabadi
Nazm
mohabbat
mohabbat naGma-e-roz-e-azal hai
mohabbat qaazii-e-shahr-e-'amal hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
ab KHub hansega diwana
roz-e-azal kii bhuukii pyaasii
jhuumegii mai-KHaano.n par
Hafeez Jalandhari
Nazm
ek yaad ka rauzan
raushnaa.ii me.n qalam ko jo Duubo duu.n
to mujhe roz-e-azal yaad aa.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
tasalsul
aur roz-e-azal hii se
mirii taKHliiq aur taamiir ke jalve farozaa.n hai.n
Salam Machhli shahri
Nazm
ye ishq-nagar wo basti hai
ye ishq-nagar vo bastii hai
jahaa.n roz-e-azal se khel hai ye
Arshad Mahmood Arshad
Nazm
taKHliq-e-aurat
2
jab roz-e-azal kii sub.h hu.ii ik nuur kaa dariyaa lahraayaa
Ameer Aurangabadi
Nazm
pyara watan hamara
zarKHez mulk ko.ii jis ke nahii.n baraabar
roz-e-azal se ab tak sarsabz hai saraasar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
kya rishta hai mera
teraa chehra aisaa chehra
zehn ke aa.iina-KHaane me.n roz-e-azal se jo rahtaa hai
Kahkeshan Parveen
Nazm
hujum-e-tajalli agar dekhne de
mai.n roz-e-azal se tujhe jaantaa huu.n
hijaab-e-nazar duur kar dekhne de
Rishi Patialvi
Nazm
janm-din
mai.n ne har saavan me.n dhoyaa hai badan ko
aur ye dhartii mujhe roz-e-azal se jaantii hai
Kumar Pashi
Nazm
qalam
ko.ii kis tarah kahe aaj se kal se tuu hai
sab ko tasliim ye hai roz-e-azal se tuu hai