SEARCH RESULTS
Showing search results for "लर्ज़ी"
Nazm MATCHES FOR "लर्ज़ी"
Nazm
mazdur
piiTh par naaqaabil-e-bardaasht ik baar-e-garaa.n
zo.af se larzii hu.ii saare badan kii jhurriyaa.n
Seemab Akbarabadi
Nazm
hijr-zad
mire haath bhiige hu.e sadaa.o.n ke KHauf se
mirii saa.ns larzii hu.ii havaa kii machaan par
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
hamare darmiyan jo rabt tha
zabaa.n larzii na ko.ii dukh hu.aa aavaaz me.n shaamil
shikast-e-KHvaab kaa nauha
Aslam Mirza
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n ai jaan-e-jahaa.n larzaa.n hai.n
terii aavaaz ke saa.e tire ho.nTo.n ke saraab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh aks ye larzaa.n larzaa.n se
kuchh uj.Dii uj.Dii duniyaa me.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
parchhaiyan
dha.Dakte dil se laraztii hu.ii nigaaho.n se
huzuur-e-Gaib me.n nannhii sii iltijaa kii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
raqs
Dar se larzaa.n huu.n kahii.n aisaa na ho
raqs-gah ke chor darvaaze se aa kar zindagii
Noon Meem Rashid
Nazm
ramaen ka ek sin
anjaam kyaa ho ko.ii nahii jaantaa ye bhed
soche bashar to jism ho larzaa.n misaal-e-biid
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aaj ki raat
qasr-e-giitii me.n uma.nD aayaa hai tuufaan-e-hayaat
maut larzaa.n hai pas-e-parda-e-dar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaKHiri lamha
saa.ns har lahza iztiraab me.n hai
larzaa.n larzaa.n ko.ii dhu.ndlakaa saa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
taa.ir-e-hosh the sab ke larzan
rashk se dekh rahii thii har zan