SEARCH RESULTS
Showing search results for "सरगोशी-ए-अग़्यार"
Nazm MATCHES FOR "सरगोशी-ए-अग़्यार"
Nazm
shikwa
taan-e-aGyaar hai rusvaa.ii hai naadaarii hai
kyaa tire naam pe marne kaa evaz KHvaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar
Allama Iqbal
Nazm
korana angrez-parasti
vo apne zo.am me.n liberal hai.n yaa radical hai.n
magar hai.n qaum ke haq me.n ba-suurat-e-aGyaar
Ismail Merathi
Nazm
ye hamara ghar hai
faraar ho kar dayaar-e-aGyaar me.n base.n
ham se ye na hogaa
Bilqis Zafirul Hasan
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
mere mahbuub vatan tere muqaddar ke KHudaa
dast-e-aaGyaar me.n qismat kii inaa.n chho.D ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
madh
vaa.n siina-e-aGyaar me.n paivast hu.e tiir
garmii bhii hai ThanDak bhii ravaanii bhii sakuu.n bhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nanak
barhaman sarshaar hai ab tak mai-e-pindaar me.n
sham-e-gautam jal rahii hai mahfil-e-aGyaar me.n
Allama Iqbal
Nazm
zaifa
KHidmat-e-aGyaar se fursat ko.ii paataa nahii.n
sach hai apno.n par Gulaamo.n ko taras aataa nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
aaram hai hamara
abhii to jam.a hai sarhad pe lashkar-e-aGyaar
abhii to aa.nkhe.n dikhaataa hai Gaasib-e-Gaddaar
Qais Jalandhari
Nazm
taghaful
dast-e-aaGyaar me.n har jurm kamaa.n ho jaa.e
tiir-e-dushnaam mirii samt ravaa.n ho jaa.e
Talat Farooq
Nazm
shair
phuul barsaataa hai apne dosto.n kii bazm me.n
aur giraataa hai saf-e-aGyaar par ye bijliyaa.n
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
watan
bazm-e-aGyaar me.n aaraam ye paa.e.nge kahaa.n
tujh se ham ruuTh ke jaa.e.n bhii to jaa.e.nge kahaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
shikwa
tuu ne kitno.n ko navaazaa hai karam se apne
mai.n to rahtii huu.n yahaa.n suurat-e-aGyaar faqat
Sadiqa Fatimi
Nazm
man ki dua
tere dam se phir vatan vaalo.n me.n paidaa ho hayaat
panja-e-aGyaar se ho hind ko haasil najaat