SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ddne"
Nazm MATCHES FOR ".ddne"
Nazm
saza
jab mai.n tumhe.n nashaat-e-mohabbat na de sakaa
Gam me.n kabhii sukuun-e-rifaaqat na de sakaa
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
tuu hii kah de ki ukhaa.Daa dar-e-KHaibar kis ne
shahr qaisar kaa jo thaa us ko kiyaa sar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
quvvat-e-ishq se har past ko baalaa kar de
dahr me.n ism-e-mohammad se ujaalaa kar de
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
gul kii kalii chaTak kar paiGaam de kisii kaa
saaGar zaraa saa goyaa mujh ko jahaa.n-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
darindo.n charindo.n pe qaabuu diyaa
tujhe bhaa.ii de kar ke baazuu diyaa
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
jawed ke nam
KHudaa agar dil-e-fitrat-shanaas de tujh ko
sukuut-e-laala-o-gul se kalaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
aazaad mujh ko kar de o qaid karne vaale
mai.n be-zabaa.n huu.n qaidii tuu chho.D kar du.aa le!
Allama Iqbal
Nazm
kutte
ko.ii in ko ehsaas-e-zillat dilaa de
ko.ii in kii so.ii hu.ii dum hilaa de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo lamho.n hii lamho.n me.n duniyaa badal de
jo shaa.ir ko de jaa.e pahluu Gazal ke
Tahir Faraz
Nazm
mata-e-ghair
puuchh kar apnii nigaaho.n se bataa de mujh ko
merii raato.n ke muqaddar me.n sahar hai ki nahii.n