aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for ".pym"
duur sunsaan se saahil ke qariibek javaa.n pe.D ke paasumr ke dard liye, vaqt kaa maTiyaalaa dushaala o.Dhebuu.Dhaa saa paam kaa ik pe.D, kha.Daa hai kab sesaik.Do.n saalo.n kii tanhaa.ii ke ba.adjhuk ke kahtaa hai javaa.n pe.D se ''yaar!sard sannaaTaa hai!tanhaa.ii hai! kuchh baat karo!''
dabaa.e rakkhaa hai siine me.n apnii aaho.n kovahii.n diyaa hai shab o roz pech-o-taab unhe.nzabaan-e-shauq banaayaa nahii.n nigaaho.n kokiyaa nahii.n kabhii vahshat me.n be-naqaab unhe.nKHayaal hii me.n kiyaa parvarish gunaaho.n kiikabhii kiyaa na javaanii se bahryaab unhe.nye mil rahii hai mere zabt kii sazaa mujh koki ek zahr se labrez hai shabaab meraaaziiyato.n se bharii hai har ek bedaariimuhiib o ruuh-sataa.n hai har ek KHvaab meraaulajh rahii hai.n navaa.e.n mere saruudo.n kiifishaar-e-zabt se be-taab hai rabaab meraamagar ye zabt mere qahqaho.n kaa dushman thaapyaam-e-marg-e-javaanii thaa ijtinaab meraa
kabhii ha.nstii hu.ii aa.nkho.n me.n us kii jhaa.nk kar dekhoto lagtaa thaa chhalak uTThe.ngii par itnaa hii kahtii thiikabhii lahore dekhaa haimiyaa.n vaalii se guzre honahii.n dekhe agar ye shahr to kyaa KHaak dekhaa tum ne duniyaa me.nkabhii lahore se guzro to tho.Dii der ko ruk karmohalla boha.D vaalaa chauk me.n meraa kisii se naam le denaamiyaa.n vaalii ko jaanaa hoto vaa.n diivaar par baiThe hu.e kaagaa semerii maa.n kaa aur pyo kaa zaraa ahvaal le lenaavo phir se ha.nsne lagtii thii
mujhe sabz hairat se kyuu.n dekhte hovahii titliyaa.n jam.a karne kii hobbyidhar khe.nch laa.iimagar titliyaa.n itnii ziirak hai.nhijrat ke TuuTe paro.n parhavaa ke doshaale me.n lipTiimire KHauf se ajnabii ja.ngalo.n me.nkahii.n jaa chhupii.n...
aman kaa Damruu Dam Dam Damchain kii Dholak Dham Dham Dhamaa.o bajaa.e.n tum aur hamjhuume.n naache.n chham chham chhamjab tak apne dam me.n damdes ye chamke cham cham chamgolii golaa aur na bamaa.nsuu aah na dard-o-alamdahshat KHauf na ko.ii GamKHushiyaa.n barse.n jham jham jhamjhuum ke gaa.e.n ram pam pamdes ye chamke cham cham chamgautam kii ta.abiir hai.n hamKHvaaja kii tafsiir hai.n hamnaanak kii tasviir hai.n hamgaa.ndhii jii kii jaagiir hai.n hamham se amn-o-amaa.n kaa damdes ye chamke cham cham chamsukh dukh sab me.n saathii hambaa.nTe.n KHushiyaa.n baa.nTe.n Gamkabhii na ko.ii aa.nkh ho namham ik ik ke hai.n ham-damham se KHushiyo.n kii jham jhamdes ye chamke cham cham chamaisaa ko.ii kaam kare.njag me.n is ko aam kare.nmehnat sub.h-o-shaam kare.nduniyaa bhar me.n naam kare.napnaa uu.nchaa ho parchamdes ye chamke cham cham chammaulaa teraa rahm-o-karamis dhartii par ho har damrahe hamesha miTTii namphuul khilaa.e har mausamsaa.nse.n mahke.n chahke damdes ye chamke cham cham chamhar chehre par phuul khilehar maathe par chaa.nd ugeaa.nkh me.n ik ik diip jaleik ik lab par giit sajeDhal jaa.e har shaam-e-Gamdes ye chamke cham cham chamnafrat kii diivaar gireraste se banduuq haTekiina ranjish bair miTedahshat kaa har shor thameruk jaa.e ye dham dham dhamdes ye chamke cham cham cham
ye chunnuu KHaa.n kaa qissa haijo munnuu KHaa.n ke the ham-damthii umr un kii bahut kaafiimagar thii aql un me.n kamvo kahte khaane ko happaavo kahte paanii ko mam mamvo pag.Dii baa.ndhte aisiichamaktii KHuub vo jham jhambajaate har gha.Dii baajaakabhii puu.n puu.n kabhii pam pammiyaa.n chunnuu kahii.n jaateto kahte laa.o ik Tam TamghaTaa ghir kar agar aatiibarastaa me.nh agar chham chhamgalii me.n vo nikal jaatevo girte KHuub hii dham dhamvo kiicha.D me.n lutha.D jaatetamaashaa dekhte ye hamkabhii bak-bak kiyaa kartekabhii vo bolte kam-kamvo kahte mai.n ko me.n me.n me.nvo kahte ham ko ham ham ham
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books