SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tadh"
Nazm MATCHES FOR ".tadh"
Nazm
nazm
aur hii tarh kii aa.nkhe.n thii.n tire chehre par
tuu kisii aur sitaare se chamak laa.ii thii
Tahzeeb Hafi
Nazm
aadmi-nama
jhamke tamaam Garb se le taa-ba-sharq hai.n
kam-KHvaab taash shaal do-shaalo.n me.n Garq hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
hai tah-e-garduu.n agar husn me.n terii naziir
qalb-e-musalmaa.n me.n hai aur nahii.n hai kahii.n
Allama Iqbal
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
ye KHvaab mar ga.e hai.n to be-ra.ng hai hayaat
yuu.n hai ki jaise dast-e-tah-e-sa.ng hai hayaat
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikast-e-tauba
be-kaifiyo.n ke kaif se ghabraa ke pii gayaa
tauba ko to.D-taa.D ke tharraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
zohd aur rindi
labrez mai-e-zohd se thii dil kii suraahii
thii tah me.n kahii.n durd-e-KHayaal-e-hama-daanii
Allama Iqbal
Nazm
ek rah-guzar par
hazaar fitne tah-e-paa-e-naaz KHaak-nashii.n
har ik nigaah KHumaar-e-shabaab se ra.ngii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tin aawazen
bistar-e-KHvaab se kyaa chaahte ho
saarii aa.nkho.n ko tah-e-teG kiyaa hai mai.n ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
jab sach tah-e-teG ho rahaa hai
tum sach se nazar churaa rahe ho