SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHasaara-e-ulfat"
Nazm MATCHES FOR "KHasaara-e-ulfat"
Nazm
haweli
haa.n vo naGma chhe.D jis se muskuraa.e zindagii
to bajaa-e-saaz-e-ulfat aur gaa.e zindagii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
guftugu jo hoti hai sal-e-nau se ambar ki
dil se dil ke milne kii nuqra.ii sadaa.e.n ho.n
ra.ng-e-ishq-o-ulfat kii reshmii havaa.e.n ho.n
Aleena Itrat
Nazm
id
har qadam par rah-rav-e-ulfat ko manzil ke liye
shauq honaa chaahiye ummiid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
taj-mahal
mahv-e-aaraam hai jis me.n ko.ii 'mumtaaz' mahal
ahl-e-ulfat kii nishaanii hai yahii taaj-mahal
Sikandar Irfan
Nazm
basant aur holi ki bahaar
dil raadhikaa kaa baada-e-ulfat se chuur hai
kuhnii se Thelne kii adaa kaa zuhuur hai
Ufuq Lakhnavi
Nazm
subh-e-sadiq
piir-e-na.ngaana tirii ruuh-e-sadaaqat ko salaam
jaavedaa.n parcham-e-ulfat tiraa lahraataa hai
Darshan Singh
Nazm
tamir-e-gulistan
jo kuchh rah-e-ulfat me.n 'takmiil' pe guzrii hai
afsaana-dar-afsaana tahriir karo yaaro
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
KHak-e-hind
'akbar' ne jaam-e-ulfat baKHshaa is anjuman ko
sii.nchaa lahuu se apne 'raanaa' ne is chaman ko
Chakbast Braj Narayan
Nazm
haidar aabaad
agar mehr-o-ulfat kii jannat kahii.n hai
to be-shak yahii.n hai yahii.n hai yahii.n hai
Sikandar Ali Wajd
Nazm
pech-o-tab
phir vahii aaGaaz-e-ulfat kaa suruur
phir vahii yaado.n ke saa.e zehn me.n nazdiik-o-duur
Amjad Najmi
Nazm
pech-o-tab
phir vahii aaGaaz-e-ulfat kaa suruur
phir vahii yaado.n ke saa.e zehn me.n nazdiik-o-duur
Amjad Najmi
Nazm
KHana-abaadi
ye rasm-e-inqitaa.a ahd-e-ulfat ye hayaat-e-nau
mohabbat ro rahii hai aur tamaddun muskuraataa hai