SEARCH RESULTS
Showing search results for "aahat"
Nazm MATCHES FOR "aahat"
Nazm
itna malum hai!
us ne be-saaKHta phir mujh ko pukaaraa hogaa
chalte chalte ko.ii maanuus sii aahaT paa kar
Parveen Shakir
Nazm
parchhaiyan
nazar jhukaa.e hu.e aur badan churaa.e hu.e
KHud apne qadmo.n kii aahaT se jhe.nptii Dartii
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi ki talash
jo ho sake to un aa.nkho.n pe paTTiyaa.n kas do
na ko.ii paa.nv kii aahaT
Nida Fazli
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
ab kahaa.n gesu.o.n ke vo saa.e kahaa.n
us kii aahaT se chamke hu.e baam-o-dar ai dil-e-be-basar
Amjad Islam Amjad
Nazm
aadhi raat
lage hai.n kaan sitaaro.n ke jis kii aahaT par
is inqalaab kii ko.ii KHabar nahii.n aatii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hirasat
lekin ko.ii aahaT, ko.ii saaya bhii na aayaa
ye shahr achaanak hii magar jaag pa.Daa hai
Gulzar
Nazm
nashat-e-umid
kaan me.n pahu.nchii tirii aahaT jo hai.n
raKHt-e-safar yaas nai baa.ndhaa vahii.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
duri
ko.ii aisii suurat, ko.ii aisaa hiila na thaa
jis se ham aane vaale zamaane kii aahaT ko sun kar
Noon Meem Rashid
Nazm
Khaali aaankhon ka makan
KHudaa bahut se insaan banaanaa bhuul gayaa hai
merii sunsaan aa.ankho.n me.n aahaT rahne do