SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashkaar"
Nazm MATCHES FOR "aashkaar"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
ai tire soz-e-nafas se kaar-e-aalam ustuvaar
tuu ne jab chaahaa kiyaa har pardagii ko aashkaar
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
tujh se hu.aa aashkaar banda-e-momin kaa raaz
us ke dino.n kii tapish us kii shabo.n kaa gudaaz
Allama Iqbal
Nazm
nanak
aashkaar us ne kiyaa jo zindagii kaa raaz thaa
hind ko lekin KHayaalii falsafa par naaz thaa
Allama Iqbal
Nazm
tum
KHudaa kare kisii daaman me.n jazb ho na sake.n
ye mere ashk-e-hasii.n jin se aashkaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
raat aur rail
ek ik harkat se andaaz-e-baGaavat aashkaar
azmat-e-insaaiyat ke zamzame gaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nanak
aashkaar us ne kiyaa jo zindagii kaa raaz thaa
hind ko lekin KHayaalii falsafe par naaz thaa
Allama Iqbal
Nazm
siri kirshn
jo raaz koshish-e-nutq-o-zabaa.n se khul na sakaa
vo raaz apnii nigaaho.n se aashkaar kiyaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
ram
un ke liye gunaah thaa ye zulm-o-intishaar
iisaar un kaa saare jahaa.n par hai aashkaar
Rahbar Jaunpuri
Nazm
zaifa
bhuuk ke lashkar kaa hai ruKH par tire gard-o-Gubaar
ahd-e-razzaaqii ke maathe par araq hai aashkaar
Josh Malihabadi
Nazm
holi
machii hai rang kii kaisii bahaar holii me.n
hu.aa hai zor-e-chaman aashkaar holii me.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nazr-e-Khaalida
KHaalida tuu hai bahisht-e-turkmaanii kii bahaar
terii peshaanii pe nuur-e-hurriyat-e-aa.iina-kaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
holi
hu.aa jo aa ke nishaa.n aashkaar holii kaa
bajaa rabaab se mil kar sitaar holii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek sitara aadarsh ka
mehrbaa.n saa ik tabassum
aur shaa.ista ishaaraa ghar kii jaanib