SEARCH RESULTS
Showing search results for "ambaar"
Nazm MATCHES FOR "ambaar"
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
jab ambar jhuum ke naachegaa jab dhartii naGme gaa.egii
vo sub.h kabhii to aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo ashko.n ke ambaar phuulo.n ke ambaar the haa.n
magar mai.n hasan kuuza-gar shahr-e-auhaam ke un
Noon Meem Rashid
Nazm
KHizr-e-rah
KHaam hai jab tak tuu hai miTTii kaa ik ambaar tuu
puKHta ho jaa.e tuu hai shamsher-e-be-zinhaar tuu
Allama Iqbal
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
ye resham hai ye diibaa hai
kahii.n Galle ke ambaar lage
Ibn e Insha
Nazm
patthar
mai.n tire saamne ambaar lagaa duu.n lekin
kaun se rang kaa patthar tire kaam aa.egaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
tin aawazen
abr aa.egaa KHas-o-KHaar ke ambaar liye
meraa maslak bhii nayaa raah-e-tariiqat bhii na.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nur-jahan ke mazar par
kaise bahkii hu.ii nazro.n ke ta.ayyush ke liye
surKH mahlo.n me.n javaa.n jismo.n ke ambaar lage
Sahir Ludhianvi
Nazm
nama-e-jaanan
Gairat-e-ishq ki kal maal-e-tijaarat me.n na thii
aaj dekho ki hai.n ambaar ke ambaar lage
Ahmad Faraz
Nazm
saba viran
sabaa aalaam kaa ambaar-e-be-paayaa.n!
gayaah o sabza o gul se jahaa.n KHaalii
Noon Meem Rashid
Nazm
intizar
jab mile the tum se pahlii martaba
ye lagaa jaise ki sab kuchh paa liyaa
Abhishek Kumar Amber
Nazm
aaj
mere barbat ke siine me.n naGmo.n kaa dam ghuT gayaa
taane.n chiiKHo.n ke ambaar me.n dab ga.ii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
kaale ambar kii jhiilo.n me.n Duub ga.e hai.n
kis ke ruKHsaaro.n kii larzish dekh rahaa huu.n