SEARCH RESULTS
Showing search results for "bosa"
Nazm MATCHES FOR "bosa"
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
jis se miltii hai nazar bosa-e-lab kii suurat
itnaa raushan ki sar-e-mauja-e-zar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
nazre.n jhuk jaa.e.ngii dil dha.Dke.e.nge lab kaa.npe.nge
KHaamushii bosa-e-lab ban ke mahak jaa.egii
Ali Sardar Jafri
Nazm
nau-jawan se
bahut latiif hai ai dost teG kaa bosa
yahii hai jaan-e-jahaa.n is me.n aab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hasan kuza-gar (4)
ik barg-e-gul rakh gayaa thaa
usii shab kaa duz-diida bosa hamii.n hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
wo hansti hai to uske hath rote hain
agar ye KHuubsuurat the to in me.n ko.ii bosa kyuu.n nahii.n Thahraa''
ajab la.Dkii hai
Abbas Tabish
Nazm
jis roz qaza aaegi
be-talab pahle-pahal marhamat-e-bosa-e-lab
jis se khulne lage.n har samt tilismaat ke dar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri bosa
mire ho.nTo.n pe us ke aaKHirii bose kii lazzat sabt hai
vo us kaa aaKHirii bosa
Amjad Islam Amjad
Nazm
shayad miTTi mujhe phir pukare
ja.ngal ke pe.D iraade
zamiin ko bosa de rahe hai.n
Sara Shagufta
Nazm
ghaalib ka postmortem
bad-gumaanii kaa agar mahbuub kii hotaa na Dar
us ke pairo.n kaa vo bosa letaa rahtaa raat bhar