SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm-e-mai-farosh"
Nazm MATCHES FOR "chashm-e-mai-farosh"
Nazm
main kyun bhul jaun
tirii chashm-e-mai guu.n kaa labrez saaGar
javaanii tirii kaif-aavar javaanii
Arsh Malsiyani
Nazm
hijr o visal
sehn-e-haram se anjuman-e-mai-farosh tak
do-gaam faasla hai zaraa dekh-bhaal ke
Shorish kashmiri
Nazm
bahaar ban ke chali aa ki ja rahi hai bahaar
faroG-e-maah se kyaa jagmagaa rahii hai bahaar
gulo.n me.n nuur kii sham.e.n jalaa rahii hai bahaar
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
nazr-e-watan
phir us kii chashm-e-mast pe gesuu ho.n pur-fishaa.n
phir abr-e-shaam-guu.n sar-e-mai-KHaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
ek haqiqat
mai-e-laala-guu.n par thii jaan us kii sadqe
vo dil-daada-e-chashm-e-biimaar bhii thaa
Bismil Dehlavi
Nazm
man ki nasihat
ne.amate.n sau hai.n tere khaane ko
lekin ai nuur-e-chashm-o-jaan-e-man
Jibreel Siddiqi
Nazm
tum agar chaho to
is se pahle ki shab-e-maah ke ThanDe saa.e
garmii-e-sub.h-e-daraKHshaa.n se pighal kar rah jaa.e.n
Amjad Najmi
Nazm
tum agar chaho to
is se pahle ki shab-e-maah ke ThanDe saa.e
garmii-e-sub.h-e-daraKHshaa.n se pighal kar rah jaa.e.n
Amjad Najmi
Nazm
yusuf-e-sani
mai.n chaah-e-kan.aa.n me.n zaKHm-KHurda pa.Daa hu.aa huu.n
zamii.n me.n zinda ga.Daa hu.aa huu.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
na-binai mein ek KHwab
mai.n huu.n sar-chashma-e-avval se bahut duur
pa.e-nuur bhaTakne vaalaa
Khursheed Rizvi
Nazm
nazm
dekh le chashm-e-basiirat se zamaane kaa nizaam
mujh se ai dost mire Gam kii sadaaqat mat puuchh
Iffat Zeba Kakorvi
Nazm
paigham
kashmakash se mufir kab hu.aa hai jo ho
jumbish-e-chashm-e-saaqii ko pahchaan lo
Shahryar
Nazm
dusra janm
udaasii ghanii aur gahrii udaasii kaa saaya
shaguufo.n kii sargoshiyaa.n
Balraj Komal
Nazm
shikwa
phir ye aazurdagi-e-Gair sabab kyaa ma.anii
apne shaidaa.o.n pe ye chashm-e-Gazab kyaa ma.anii
Allama Iqbal
Nazm
imroz
sazaa-e-KHvesh hai KHud sat.h-e-chashm-e-zaahir me.n
jise ma.aanii-e-shaa.ir pe e'tibaar nahii.n