SEARCH RESULTS
Showing search results for "dahak"
Nazm MATCHES FOR "dahak"
Nazm
mere hamdam mere dost!
kis tarah aariz-e-mahbuub kaa shaffaaf bilor
yak-ba-yak baada-e-ahmar se dahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kangan
jab kabhii mood me.n aa kar mujhe chuumaa kartii
tere ho.nTo.n kii me.n hiddat se dahak saa jaataa
Wasi Shah
Nazm
jugnu
dahak uThaa hai taraavat kii aa.nch se aakaash
ze-farsh taa-falak a.ng.Daa.iyo.n kaa aalam hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zaifa
niilam-o-yaaquut se shole bha.Dak uThne ko hai.n
surKH diinaaro.n me.n a.ngaare dahak uThne ko hai.n
Josh Malihabadi
Nazm
kuchh agar hai to mile
kattha.ii rang ghule surma.ii shaam me.n aise ki shafaq
KHuun kii aa.ncho.n se dahak kar phaile
Kishwar Naheed
Nazm
gar TuT gae to haar gae
jab bastii bastii dahak uThii
yuu.n lagtaa thaa sab raakh hu.aa
Gauhar Raza
Nazm
suraj
ik surKH sho.ala ban kar suuraj dahak rahaa hai
suuraj kii raushnii se chandaa chamak rahaa hai
Hafiz Karnataki
Nazm
habil
kin sharaaro.n kii dahak diida-e-qaabiil me.n thii
vo hasad thaa ki havas taish ki nafrat kyaa thaa
Zia Jalandhari
Nazm
maqam-e-aKHir-e-shab
na tere jism kii KHushbuu na pairahan kii damak
na chuu.Diyo.n ke chhanaake na qahqaho.n kii khanak