SEARCH RESULTS
Showing search results for "dahkaa.e"
Nazm MATCHES FOR "dahkaa.e"
Nazm
daraKHt-e-zard
bidah yaaraa azaa.n baada ki dahqaa.n parvard aa.n-raa
ba sozad har mata-e-intimaa.e duudmaana.n raa
Jaun Eliya
Nazm
farman-e-KHuda
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Nazm
urdu
dakkan ke 'valii' ne mujhe godii me.n khelaayaa
'saudaa' ke qasiido.n ne miraa husn ba.Dhaayaa
Iqbal Ashhar
Nazm
masjid-e-qurtuba
saada o pur-soz hai duKHtar-e-dahqaa.n kaa giit
kashtii-e-dil ke liye sail hai ahd-e-shabaab
Allama Iqbal
Nazm
ecstasy
garmi-e-ruKHsaar se dahkii hu.ii ThanDii havaa
narm zulfo.n se mulaa.em u.ngliyo.n kii chhe.D-chhaa.D
Parveen Shakir
Nazm
rang hai dil ka mere
zard patto.n kaa KHas-o-KHaar kaa ra.ng
surKH phuulo.n kaa dahakte hu.e gulzaar kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadmi ki talash
a.ndherii aa.nkho.n me.n suuraj kii aag dahkaa do
bahut ba.Dii hai ye bastii kahii.n bhii dafnaa do
Nida Fazli
Nazm
tum nahin aae the jab
dil ke bujhte hu.e a.ngaare ko dahkaate hu.e
zulf-dar-zulf bikhar jaa.egaa phir raat kaa ra.ng
Ali Sardar Jafri
Nazm
ramaen ka ek sin
ik daftar-e-mazaalim-e-charKH-e-kuhan khulaa
vaa thaa dahaan-e-zaKHm ki baab-e-suKHan khulaa