SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar"
Nazm MATCHES FOR "dar"
Nazm
farman-e-KHuda
uTTho mirii duniyaa ke Gariibo.n ko jagaa do
kaaKH-e-umraa ke dar o diivaar hilaa do
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaan-zaad niiche galii me.n tire dar ke aage
ye mai.n soKHtaa-sar hasan-kuuzaa-gar huu.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
pashemani
mai.n ye soch kar us ke dar se uThaa thaa
ki vo rok legii manaa legii mujh ko
Kaifi Azmi
Nazm
kar gae kuch kahan
itnii muddat dil-e-aavaara kahaa.n thaa ki tujhe
apne hii ghar ke dar-o-baam bhulaa baiThe hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
aaj shab koi nahin hai
aaj shab dil ke qarii.n ko.ii nahii.n hai
aa.nkh se duur tilismaat ke dar vaa hai.n ka.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yahan se shahr ko dekho
yahaa.n se shahr ko dekho to halqa-dar-halqa
khi.nchii hai jel kii suurat har ek samt fasiil
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki raat na ja
raat aa.ii hai bahut raato.n ke baa'd aa.ii hai
der se duur se aa.ii hai magar aa.ii hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
aana hai to aa rah mein kuchh pher nahin hai
aanaa hai to aa raah me.n kuchh pher nahii.n hai
bhagvaan ke ghar der hai andher nahii.n hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikwa
jins-e-naayaab-e-mohabbat ko phir arzaa.n kar de
hind ke dair-nashiino.n ko musalmaa.n kar de
Allama Iqbal
Nazm
ek manzar
baam-o-dar KHaamushii ke bojh se chuur
aasmaano.n se juu-e-dard ravaa.n