SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhaano.n"
Nazm MATCHES FOR "dhaano.n"
Nazm
watan ki miTTi
makka hai yaa zamurrad tan kar kha.De hu.e hai.n
dhaano.n kii baaliyo.n me.n hiire ja.De hu.e hai.n
Abr Ahsani Ganauri
Nazm
dehat
sabz dhaano.n kaa vo taa-hadd-e-nazar ik silsila
vo ghane paude nazar ko thii na til rakhne kii jaa
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Nazm
jawab-e-shikwa
naaz hai taaqat-e-guftaar pe insaano.n ko
baat karne kaa saliiqa nahii.n naa-daano.n ko
Allama Iqbal
Nazm
magar zulm ke KHilaf
is Dha.ng par hai zor to ye Dha.ng hii sahii
zaalim kii ko.ii zaat na maz.hab na ko.ii qaum
Sahir Ludhianvi
Nazm
maine chand aur sitaron ki tamanna ki thi
ra.ng aur nuur ke dhaaro.n kii tamannaa kii thii
mai.n ne chaa.nd aur sitaaro.n kii tamannaa kii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
tum bilkul hum jaise nikle
hogaa kaThin yahaa.n bhii jiinaa
daa.nto.n aa jaa.egaa pasiinaa
Fahmida Riaz
Nazm
bahut dinon baad
tirii mulaaqaat kii dhanak se dahaktii raate.n
ujaa.D aa.nkho.n ke pyaas paataal kii taho.n me.n