SEARCH RESULTS
Showing search results for "duud-e-qulyaa.n"
Nazm MATCHES FOR "duud-e-qulyaa.n"
Nazm
qatra-e-shabnam
yaa pasiina hai kisii maashuuq ke ruKHsaar kaa
yaa ko.ii qatra hai duud-e-aah-e-aatish-baar kaa
Hamid Hasan Qadri
Nazm
sukut-e-shab
na siskiyo.n kaa ko.ii irti.aash zholiida
na duud-e-aah-o-fuGaa.n kii ko.ii giraa.nbaarii
Azhar Qadiri
Nazm
sham ko raste par
mirii aa.nkho.n ko nazar aataa hai rauzan kaa dhu.aa.n
aur dil kahtaa hai ye duud-e-dil-e-soKHta hai
Meeraji
Nazm
karwan-e-hayat
siyaahii jaise samundar kii thaah me.n pinhaa.n
siyaahii jaise KHam-e-duud-e-aah me.n pinhaa.n
Amjad Najmi
Nazm
faisla
ek ahraam na chun luu.n sifat-e-duud-e-hariir
ko.ii aa.e to bas ik gumbad-e-dar-bastaa mile
Khursheed Rizvi
Nazm
asa-ba-dast ab nahin hai koi
hai duud-e-baaruud kii ridaa
jis me.n har kiran raushnii kii
Zaheer Siddiqui
Nazm
sati
aalam-e-duud-e-siyah vo zulf-e-ambar-faam me.n
dau.Dne vaale vo shole halqa-haa-e-daam me.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
shama
hai shaan-e-aah kii tire duud-e-siyaah me.n
poshiida ko.ii dil hai tirii jalva-gaah me.n
Allama Iqbal
Nazm
raat
daad KHvaah ban.naa bhii fe.al-e-be-faziilat hai
daad samm-e-qaatil hai marnaa kis ko bhaataa hai
Daud Ghazi
Nazm
ye yaqin ye guman
magar ye ziist to phir bhii guzaarnii hogii
lagaa duu.n jast ki ye sarhad-e-nigaah bahut
Daud Ghazi
Nazm
raat
daad-KHvaah ban.naa bhii fe.al-e-be-faziilat hai
daad samm-e-qaatil hai marnaa kis ko bhaataa hai
Daud Ghazi
Nazm
lab-e-baam
kuchh aur der zaraa tum vahii.n kha.Dii rahnaa
nashaat-e-diid kaa hangaam dekhtaa huu.n mai.n
Daud Ghazi
Nazm
sab maya hai
haa.n gaahe gaahe diid kii daulat haath aa.ii
yaa ek vo lazzat naam hai jis kaa rusvaa.ii