SEARCH RESULTS
Showing search results for "faash"
Nazm MATCHES FOR "faash"
Nazm
masjid-e-qurtuba
miT nahii.n saktaa kabhii mard-e-musalmaa.n ki hai
us kii azaano.n se faash sirr-e-kaliim-o-KHaliil
Allama Iqbal
Nazm
jamhuriyat
is raaz ko ik mard-e-fara.ngii ne kiyaa faash
har-chand ki daanaa ise kholaa nahii.n karte
Allama Iqbal
Nazm
mujhe talash karo
falak ke raaz to khulte rahe.nge ham-nafaso
mire vajuud kaa bhii ab to raaz faash karo
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
aawaz ke sae
vo haft-aflaak kii dhun me.n havaa ke dosh par raqsaa.n
lagan me.n faash karne kii
Qamar Jahan Naseer
Nazm
meri be-libasi tumhaara pahnawa nahin
mai.n ko.ii raaz nahii.n
jise tum faash kar doge
Anjum Saleemi
Nazm
munkir ka KHauf
vo shai jis kii haqiiqat
vaqt kaa ibliis us par faash kartaa hai
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
mera nam
mujh ko mahbuub hai maut ke raaz ko faash kartii hu.ii chaa.ndnii
aur mire saath hai
Niyaz Haidar
Nazm
maut jo mera muqaddar thi
jahaa.n raaz ko
faash hone kii kotaahiyo.n se bachaa luu.n
Saifurrahman Saifi
Nazm
darichon ke tale
terii tasviir ne ye raaz magar faash kiyaa
log kis tarah badal jaate hai.n dhiire dhiire
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
zarurat-e-iqbaal
shu.uur jaag uThaa to ye ham pe faash hu.aa
hamaaraa daur hai apnii bhii qadr-o-qiimat hai
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Nazm
siraj aurang-abaadi
tirii sadaa-e-mohabbat ne faash kar Daalaa
vo raaz-e-hashr jo rakhtaa hai ek mahshar-e-raaz