SEARCH RESULTS
Showing search results for "farmaanaa'"
Nazm MATCHES FOR "farmaanaa'"
Nazm
pahla patthar
sabaa jo raah me.n dushman mile.n to farmaanaa
ki ye to kuchh na kiyaa ho sake to aur kare
Mustafa Zaidi
Nazm
shikwa
apne parvaano.n ko phir zauq-e-KHud-afrozii de
barq-e-deriina ko farmaan-e-jigar-sozii de
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
daraKHt-e-zard
(yaqiinan qaafiya hai yaavaa-farmaa.ii kaa sar-chashma
''hai.n nahlaa.e'' ''hai.n barsaa.e'')
Jaun Eliya
Nazm
do ishq
vaapas nahii.n pheraa ko.ii farmaan junuu.n kaa
tanhaa nahii.n lauTii kabhii aavaaz jaras kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
ye aalam ye ha.ngaama-e-ra.ng-o-saut
ye aalam ki hai zer-e-farmaan-e-maut
Allama Iqbal
Nazm
farman-e-KHuda
garmaa.o Gulaamo.n kaa lahuu soz-e-yaqii.n se
kunjishk-e-faromaaya ko shaahii.n se la.Daa do
Allama Iqbal
Nazm
mata-e-ghair
teraa altaaf-o-karam ek haqiiqat hai magar
ye haqiiqat bhii haqiiqat me.n fasaana hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
tuu ise paimaana-e-imroz-o-fardaa se na naap
jaavedaa.n paiham davaa.n har-dam javaa.n hai zindagii