SEARCH RESULTS
Showing search results for "fazl"
Nazm MATCHES FOR "fazl"
Nazm
muflisi
jo ahl-e-fazl aalim o faazil kahaate hai.n
muflis hu.e to kalma talak bhuul jaate hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramayan ka ek scene
hotaa hai un pe fazl jo rabb-e-kariim kaa
mauj-e-sumuum bantii hai jho.nkaa nasiim kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ye basti meri basti hai
hamaare us mohalle me.n
KHudaa ke fazl se har samt Dhero.n Dher bachche the
Ishrat Afreen
Nazm
tarana-e-qaumi
KHaaksaarii me.n tuu ab tak shohra-e-aafaaq hai
maKHzan-e-fazl-o-hunar hai ma.adin-e-aKHlaaq hai
Safeer Kakorvi
Nazm
agar KHuda mil gaya mujhko
aur apne fazl se degaa ijaazat maa.ngne kii kuchh
to na dastaar-o-qabaa na jibh-o-KHirqa
Abu Bakr Abbad
Nazm
ittihadi
janaab-e-hazrat-e-abbaas kii qasam 'nashtar'
KHudaa ke fazl se ham zabt ke bhii aadii hai.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
kawwa aur koyal
Gazab hai ye ki ham dono.n hai.n kaale
KHudaa ke fazl se hai.n aql vaale
Zafar Kamali
Nazm
iqbaal ek kitab
hai.n mere ustaad ilm-o-fazl me.n
be-misaal-o-be-naziir-o-laa-javaab
Mateen Achalpuri
Nazm
jamuna-ji
nigah-e-fazl-o-tarahhum se ishaaraa kar de
jo na ho kaam kisii se vo KHudaaraa kar de
Bismil Allahabadi
Nazm
rishwat
aap hai.n fazl-e-KHudaa-e-paak se kursii-nashii.n
intizaam-e-saltanat hai aap ke zer-e-nagii.n
Josh Malihabadi
Nazm
inqalab
tujhe bhii apnii tarah jald hii ba-fazl-e-KHudaa
asiir-e-silsila-e-pech-o-tab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
dua
rau me.n ye mauja-e-baatil kii bahaa jaataa hai
fazl se apne musalmaa.n ko musalmaa.n kar de