SEARCH RESULTS
Showing search results for "gah-e-naaz"
Nazm MATCHES FOR "gah-e-naaz"
Nazm
dil
naqsh-e-ulfat se numaayaa.n ik nayaa andaaz hai
tuu hariim-e-ishq hai yaa jalva-gaah-e-naaz hai
Saqib Kanpuri
Nazm
dil
naqsh-e-ulfat se numaayaa.n ik nayaa andaaz hai
tuu hariim-e-ishq hai yaa jalva-gaah-e-naaz hai
Saqib Kanpuri
Nazm
jaliyan-wala bagh
raqsaa.n hai jahaa.n jashn-e-shahaadat 'hindii'
vo jalva-gah-e-naaz hai jaliyaa.n-vaalaa
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
falsafa-e-husn-o-ishq
yuu.n to vo jalva-gah-e-naaz se baahar aa jaa.e.n
jazba-e-dard me.n Duubii hu.ii aavaaz nahii.n
Bismil Dehlavi
Nazm
fikr
husn kii jalva-gah-e-naaz kaa afsuu.n tasliim
yahii qurbaa.n-gah-e-arbaab-e-nazar kyuu.n ho jaa.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
padmani
shakl phirtii jo tirii diida-e-Gammaaz me.n thii
barq-e-betaab tirii jalva-gaah-e-naaz me.n thii
Suroor Jahanabadi
Nazm
KHak-e-dil
lucknow mere vatan mere chaman-zaar vatan
dekh is KHvaab-gah-e-naaz pe kal mauj-e-sabaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHala sa kahin hai
KHayaabaan-e-daanish-gah-e-mumbai se
yahaa.n raaj-path ke safar tak
Shahram Sarmadi
Nazm
fankar
dekh is arsa-e-gah-e-mehnat-o-sarmaaya me.n
mere naGme bhii mire paas nahii.n rah sakte
Sahir Ludhianvi
Nazm
qublai KHan ka KHwab ek fiqra coleridge ki tarz par
pattaa pattaa buuTaa buuTaa she’r-o-fan
jalva-gaah-e-teG-e-dast-e-siim-tan
Aalim Akhtar Jaazib
Nazm
sahab-e-KHanqah se
kab tak rahiin-e-jalva-gah-e-huur-o-salsabiil
jangal kii deviyo.n ko lab-e-juu.ebaar dekh
Jauhar Nizami
Nazm
taj-mahal
maah o anjum bhii hu.e jaate hai.n majbuur-e-sujuud
vaah aaraam-gah-e-malika-e-ma.abuud-mizaaj